Friday 2 September 2011

Sab chhin gaya...

Toote patton ki tarah,
Sab bikhar gaya.
Haath mein aaya gulab,
Achanak hi fisal gaya.

Marzi ne roka,
Khudgarzi ne toka,
Kuch na hote hue bhi,
Aaj sab chhin gaya...

2 comments:

Aditi Yadav said...

jo tujhse door gaya
wo wapas ayega
jo chhin gaya hai
wo tujhe wapas mil jayega
ishq mein na marzi chalti hai
na khudgarzi
ye to ehsaas hai ..jo hona khuda ki marzi


gagan said...

khuda aur khud ki marzi....