Friday 2 September 2011

Dil ke darwaze...

Dil ke darwaze...sabhi band hai,
Kham-kha moo chidaye baithe hain.

Arsa beet gaya hai....cham-cham aawazon ko,
Aur hum hain, ki aaj bhi kaan lagaye baithe hain.

3 comments:

Aditi Yadav said...

tumne jhank ke dekha hota to nazar aata...jo darwaze tumhe band lage kab se khule hain...tumhara dhyan kanhi aur hai warna payal pehen ke tere kooche se hi to hum nikle hain

gagan said...

wah wah wah

gagan said...

wah wah wah